Friday 31 December 2010

Mera

kya hai apna aur kya hai paraya?
jeevan ki hai yeh kaisi maya?
kabhi kuch kareeb toh kabhi kuch duur...
yehi toh sochne par karta hai mujhe majboor...
ki kya sahi mayeene mein hai apna aur kya paraya?
jeevan ki hai yeh kaisi maya?

No comments:

Post a Comment